मेरे बारे में

पेज

Popular Posts

SEARCH

सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

Gautam Bali | Vestige Managing Director | Biography | Inspirational Success Story

Gautam Bali Biography | Gautam Bali History | Success Story | Vestige Marketing Pvt. Ltd.



Good morning everyone aap sabhi ka Hamare is blog per swagat hai aaj ki article   Mein Ham Jis great personality ke bare mein baat karne ja rahe hain successful Businessman ke bare mein Baat karne ja rahe hain


यह भी पढिये 👇👇👇

Students Ko Vestige Join Karna Chahiye ? Business Opportunity 2020 in Vestige


vah personally Mere favourite hai mere ideal Hiain I hope ki aap bhi inki life ke bare mein Jankar bahut inspire Honge to Chaliye start Karte Hain 




aaj jis successful businessman ki baat karne Ja Rahe Hain vo great personality hai successful Businessman hai Ke  vestige Marketing Private Limited ke founder or MD Mr Gautam Bali Ji 
jinhone HAL hi Mein direct selling Ki Duniya Ki top 30 ki list mein vestige ko pahuncha diya hai

यह भी पढिये 👇👇👇
Logon Ko Vestige Me Online Kaise Join Karein ?
 aur vestige ka global turnover Badhkar 3000 karod ke upar ho chuka hai 
yah Ek middle class family se belong karte hain aur yah Bachpan Se Hi Aage jakar Ek successful Businessman Banna Chahte the Magar middle class family Se Hone Ke Karan inhen financial support Nahin Mil Saka
 inhone Hamesha hi apni life mein Bahut Si problems ko face Kiya Jab yah school days Mein inhen stage par Jane Se aur audience ko face karne se bahut dar lagta tha per unhone Apne Har Dar Ko Jita hai aur aage badhate Gaye

यह भी पढिये 👇👇👇
Mr Gautam Bali Ji ko apne business ke liye family Se Koi support nahin mila tha per Unki is business Mein unki wife ne Hamesha  se support Kiya vah Kahate Hain Na "Ki Har Kamyab Insan Ke Piche Ek aurat ka Hath hota hai " to Yahan Bhi yah Baat Sach sabit Hui Hai
 Gautam Bali Ji ki ek line Hamesha Ham Sab Ko increase karti hai aur vah line ye hain ki "sochne ki Himmat to karo "

पूरा वीडियो देखिये 👇👇👇👇



shuruaati Dinon Mein inhone Kai direct selling companies ke liye kam Kiya aur apne 12 Sal Se Jyada ke business experience ke sath 2 June 2004 ko Khud ki company vestige Marketing Private Limited ko start kar diya iska head office Nai Delhi mein hai




Matra 50  lakh ki punji se aur 6 distributor ke sath kis company ka sanchalan hua tha 
shuruaat Mein Logon Ne is company ko Lekar bahut majak Banaya bahut galat baat hai Kahin Kuchh Logon Ne To Yahan Tak Kaha Ki ye vestige Nahin Hai ye  To wastage Hai 
vestige Ne  Hare  Hue Logon Ko distributor Chuna Hai



पूरा वीडियो देखिये 👇👇👇👇



Magar unhone Kabhi in sari Baton per Dhyan nahin diya aur na hi in Baton se prabhavit Hue  
Company  start Hue Ek Sal bhi nahin hua tha ki 1 March 2005 ko Inki mother expire Ho Gai vestige ke liye unhone Apna Sab Kuchh Daav per Laga diya tha ki mother ke funeral ke liye bhi paise Nahin the


 Fir Bhi unhone Har Nahin Mani aur Sare challenge isko overcome  Karte gaye aur aage badhate Gaye 
Vestige  pahle Sal Ka turnover Jo tha vah tha 2.5 karod dusre Sal Ka turn aur 5.7 karod 30 Sal Ka turnover 9 karod pahunch chuka tha aur aaj vestige ka global turnover 3000 karod ke upar pahunch chuka hai 
Vestige duniya ki top 30 direct selling companies Mein Jaani Jaati Hai
 Apne clear vision aur Bharose ke sath Gautam Bali ji  vestige  ko safalta ki unchaiyon per pahuncha Diya
 aur aaj top 30  Mein pahunchne wali Vestige India ki ekmatra direct selling company Ban chuki hai 
inki success ki safar mein hajaron Mushkilein aayin  Hai per unhone Khud per Bharosa banae Rakha aur
 Kabhi Har Nahin Mani aur aage badhate Gaye Aaj vah karodon Logon ke ideal Ban chuke hain


I hope  ki is success story se aap bhi bahut inspire Hue Honge
 aur aap bhi vestige ke sath Aage badhate Rahenge 
Kuchh bada karna hai to sochne ki Himmat to karo


पूरा वीडियो देखिये 👇👇👇



Agar Hamara yah article aapko Pasand Aaya To Hamen comment box Mein Jarur likhkar batayega


aur koi sujhav yah Jankari ho to Jarur comment box Mein likh kar bataiyega thank you so
much

पूरा वीडियो देखिये 👇👇👇

Students Ko Vestige Join Karna Chahiye ? Benefits of Vestige

टिप्पणियाँ