मेरे बारे में

पेज

Popular Posts

SEARCH

सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

How to Grow Your Vestige Business During Lockdown in hindi ? (COVID19)

How to Grow Your Vestige  Business During Lockdown in hindi  ? (COVID19)


Good morning everyone  Swagat hai aap sabhi ka Hamare  channel per i hope k aap Sabhi bilkul surakshit Hai bilkul sahi hai bilkul Swasth Hain,. 
Work From Home
How To Grow Business 

Yah Bhi Padhein👇👇👇
Vestige : Shivam Goswami Income | Biography | lifestyle | Success Story | Car Achiever | Vestige Marketing Pvt.Ltd.

Jis Tarah Se Desh ke halaat Bigadte Ja Rahe Hain din -b- Din corona ka Prakop badhta hi ja raha hai .Aise Mein Hamari Sarkar Ne 21 Dinon ka Lockdown kar diya hai Janta ke hit ke liye Jiska Ham sabhi ko bahut sakhti se Palan karna hai aur Corona Virus  ko harana hai

 Aisi situation Mein Hamare Sare kam Business ruk Gaye Hain
 To Hamen aisa kya karna hai jo Ham Ghar per surakshit Rahe kar vestige business ko continue rakhen or grow krte rhein .



.
यह भी पढ़ें👇
To chaliye baat krte hain Kuchh Aasan se tips ke bare mein jinhein follow karke apne business ko grow krte Rah Sakte Hain continue Rakh sakte hain 

1. Be Positive = Doston Aisi situation Mein Jab emergency ho ya fir  time Achcha na chal raha ho to behtar hai ki Ham Khud Ko Positive rakhen Himmat na Hare aur aur Shahas se kam le  kyuki Aise time Jab Humko bahut jyada time Mila Hai Kahin Bahar Jana Nahin Hai To Hamen Khud Ko Jyada Se Jyada upgrade Karna Hai knowledge gain karna hai aur Khud ko aur Jyada expert banana hai apne business mein aur apni team ko motivate Karte Rahana hai aur Khud Ko positive Rakhna hai 

2.Use of Product = Aise time mein jab bahut jyada corona infection fail  raha hai to hamare liye bahut jaruri hai ki Ham Apna immune system strong Karen Khud Ko healthy Rakhein Sharir ki rog pratirodhak chhamta ko aur Jyada badhaen Taki Hamen Aisi situation Mein Khud Ko safe Rakh kr  Ke rogon se Ladne Mein madad mil sake To Hamen product ko use karna hai health supplement ko use karna hai apne downline ko batana hai apne relative ko apni family ko suggest Karna Hai Isko use karne ke liye Taki vah Sabhi safe rahe  bimariyon se or  infection se Bach Saken aur Khud Ko fit rakhen 
aisa krne se apka payout b badhega sale badhegi PV badhega . 

Watch Full Video 👇👇👇👇
3. Learning = Aisi situation Mein jab aap Bahar Nahin Ja Sakte Hota kya hai ke business time per working time per pura ka pura din Busy rahte hain Khud Ke Liye time nahin nikal Sakte book reading  karne ke liye time nahin nikal Sakte Aisi situation mein 21  din ka lockdown ho gaya hai ghar per Hi Rahenge Bahar Nahin Ja sakte hain Hame  Khud ki learning ko badhana hai  khud ko upgrade krna  knowledge ko badhana hai .Khud Ke experiences ko aur Jyada upgrade Karen aur apni Puri team ko train Karen Apne downline Ko train Karen Jyada Se Jyada business ke bare mein business system ke bare mein Jaane Kaise business ko  Badhana Hai Aur success Pana Hai Uske bare mein Hamen sikhna hai 

Watch Full Video 👇


4. Be in Touch =Aisi situation Mein Jab bahar nikal Nahin Sakte Logon se mil nhi Sakte business plan Ko Nahin Samjha Sakte meeting Nahin attend kar sakte training Nahin de sakte  to bahut jaruri hai kya aap ghar per Baithe video call Karen Apne downline ko apni team ke sare members ko video call kijiye unke touch mein rahe unhen train Karte rahein, motivate Karte Rahen training dete Rahen aap Webinar attend kar sakte hain ghar baith kar video call kar sakte hain phone call kar sakte hain Whatsapp ke touch Mein Rah Sakte Hain To bahut Jaruri Aisi situation mein contact banae rakhen consistent Rahe apne business ke liye aur Logon Ko motivate Karte Rahen aur ek dusre Ke Touch Mein Bane Rahe.

5. Training= zahir hai ke 21 Dinon ka lockdown hai aisi situation mein aap Bahar Nahin Ja Sakte Apne downline ki help nahin kar sakte mil Karke aur business plan Ko Nahin Samjha sakte hain to  aap video call ke jariye webiNar ke jariye and online meeting ke jariye online conference ke jarie aap apne downline ko apni Puri team ko Apne junior ko aur jo bhi log Aap Ke Niche Jude hue hain aap unko training de sakte hain motivate kar sakte hain yah Samjha sakte hain ki business ko kaise Samjhana Hai business plan ko kaise dikhana hai kaise prospects ki Baton ko sunna hai aur Unki Baton ko solution dena hai aur kaise agree karna hai kaise Kis Tarah Se purchasing karwani Hai join karane ke bad Kis Tarah Se business ko Aage Badhana Hai Har chij ko Samjhana Hai training dena hai aur lagatar touch Mein Bane Rahana hai 


To yah the Kuchh Aasan se tips jinhen follow karke aap apne business ko lockdown situation mein bhi Bina Kisi Se Mile business ko continue Rakh sakte hain business ko grow kar sakte hain I hope ki aap ko article achcha Laga hoga 

agar apka b koi sujhao hai to comment me likhkr jarur batayein 



 - thank you so much

टिप्पणियाँ